Tribute to Biggest Showman Rishi Kapoor
Koi rok sakta to rok leta ,inn badhte tofaano ko
Rok leta Heena ke Dewaane ko
Radha Bol Deti to,Dard na hota Bobby ke Aanjane ko
Zindagi Bhar woh Aan aur Shaan se Jiyaaa
Likha Usne Prem Granth, Chandni ka woh Majnu tha
Agneepath per chaley wala woh Kapoor tha
Mulk ka Karz woh Uttarta raha
Naseeb se Coolie tak, Sargam Se Banjaran tak
Damini ka woh Sagar tha, Duniya ka Behtreen AjoobaDaraar na thee uske Yaraana mein
Neegaahen thee uski Saajan ka gharHum tum nahi samaj sakte Kaise kam pe woh Fanaa tha
Aasal Mein Woh He Bollywood ka Sehanshah tha
Miss You Rishi Da
Inder raikot
Post a comment